BOY’S FANCY DRESS FOR DUSSEHRA
- Bhagwan ram – Pila dhoti- kurta , tir or dhanush ,mukut or gahne .
- Lakshman – Bhagwan ram jaise hi kapde par halka alag mukut or dhanush ban .
- Hanuman ji – Gada , punchh , narangi dhoti or mukut .
- Ravan- Das sir ka mukut (cardboard ka ) ,shahi poshak or talwar .
- Raja dasrath -Rajsi kapde ,mukut ,nakli dadhi or chhadi .
- Kumbhkaran – Nind bhara roop ,kambal ,badi gada .
- Gaon ka yoddha – Sadharan dhoti kurta or lakdi ka talwar .
- Pandal ka pujari – Dhoti tika or puja ki thali .
GIRL’S FANCY DRESS FOR DUSSEHRA
-
- Maa durga – lal \safed sadi , mukut, trisul or sher ka cut out .
- Sita mata – Sadi ya lahnga , sir par dupatta or gahne .
- Maa lakshmi – Lal sadi ya lahnga ,sone ke gahne or hath me kamal .
- Maa saraswati -Safed sadi , hath me vina or kitabe .
- Kaikai \kaushalya – rajsi sadi ,mukut or gahne
- Gaon ki bachchi – Ghaghra -choli ya lahnga ,dupatta or sadharan gahne .
- Surpnakha – Sadi ,lambe nakli nakhun or natkiya makeup
- Achchhai banam burai -Aadha devdoot ,aadha rakshasi ka avtar .
UNIQUE IDAS FOR BOTH
- Dhanush -tir theme – chhote chhote dhanudhari ke roop me .
- Ramayan ke patro ka group dress – Puri kahani manchit ki ja sakti h.