DRAWING IDEAS ON DUSSEHRA FOR KIDS
- Ram ji ka dhanush or tir – Bachche asan dhanush or tir ka drawing bna skte h.
- Ram or ravan -Ek tarf ramji or dusri taraf ravan ki photo ki drawing .
- Ravan ka putla – Bachche ravan ka bda sa das isr wala putla bna skte h.
- Hanuman ji sanjeevni parvat uthaye hue – chhote bachcho ke liye majedar or sikhne layak drawing .
- Maa durga or mahisasur – Inki drawing bhi bahut aasan roop se banai ja skti h jaise ki maa durga sher pe baithe hue or mahuisasur samne .
- Ravan dahan ke samay ka najara – Jab log putla jalate h or charo tarf aatishbaji hoti h .
- Vijyadashmi par shami ka ped – Pattiyo or dhanush or tir ka chhota sa drawing .
CRAFT IDEAS ON DUSEHRA FOR KIDS
- Paper ravan putla – Chart paper se das siro wala ravan banana or usme rang bharna.
- Chhota dhanush or tir – Icecream stick ,rubber band or straw se tir or dhanush bna skte h.
- Ram darbar mask – Ram ,lakshman, sita or hanuman ji ke mask bnakar bachche ramleela khel sakte h .
- Ravan fingers puppets – Paper ke chhote chhote sir katkar ,ungliyo me lgane wale puppets .
- Diya or toran sajawat – Rangeen kagaj se toran banana or diyo ki mala .
- Maa durga ka craft – Kagaj ya thermacol plate se maa durga ka chehra banana .
- Ravan ka 3d model – Thermacol cup ya tissue rol se putla banana or sajana .