Fancy Dress Ideas Kids & Adults Festive Costumes

BOY’S FANCY DRESS FOR DUSSEHRA

  1. Bhagwan ram – Pila dhoti- kurta , tir or dhanush ,mukut or gahne .
  2. Lakshman – Bhagwan ram jaise hi kapde par halka alag mukut or dhanush ban .
  3. Hanuman ji – Gada , punchh , narangi dhoti or mukut .
  4. Ravan- Das sir ka mukut (cardboard ka ) ,shahi poshak or talwar .
  5. Raja dasrath -Rajsi kapde ,mukut ,nakli dadhi or chhadi .
  6. Kumbhkaran – Nind bhara roop ,kambal ,badi gada .
  7. Gaon ka yoddha – Sadharan dhoti kurta or lakdi ka talwar .
  8. Pandal ka pujari – Dhoti tika or puja ki thali .

GIRL’S FANCY DRESS FOR DUSSEHRA

    1. Maa durga – lal \safed sadi , mukut, trisul or sher ka cut out .
    2. Sita mata – Sadi ya lahnga , sir par dupatta or gahne .
    3. Maa lakshmi – Lal sadi ya lahnga ,sone ke gahne or hath me kamal .
    4. Maa saraswati -Safed sadi , hath me vina or kitabe .
    5. Kaikai \kaushalya –  rajsi sadi ,mukut or gahne
    6. Gaon ki bachchi – Ghaghra -choli ya lahnga ,dupatta or sadharan gahne .
    7. Surpnakha – Sadi ,lambe nakli nakhun or natkiya makeup
    8. Achchhai banam burai -Aadha devdoot ,aadha rakshasi ka avtar .

UNIQUE IDAS FOR BOTH

  • Dhanush -tir theme – chhote chhote dhanudhari ke roop me .
  • Ramayan ke patro ka group dress – Puri kahani manchit ki ja sakti h.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Home Navratri Dussehra Wishes Shop
Scroll to Top