Drawing & Craft Ideas for Kids Easy Festival Activities

DRAWING IDEAS ON DUSSEHRA FOR KIDS

  1. Ram ji ka dhanush or tir – Bachche asan dhanush or tir ka drawing bna skte h.
  2. Ram or ravan -Ek tarf ramji or dusri taraf ravan ki photo ki drawing .
  3. Ravan ka putla – Bachche ravan ka bda sa das isr wala putla bna skte h.
  4. Hanuman ji sanjeevni parvat uthaye hue – chhote bachcho ke liye majedar or sikhne layak drawing .
  5. Maa durga or mahisasur – Inki drawing bhi bahut aasan roop se banai ja skti h jaise ki maa durga sher pe baithe hue or mahuisasur samne .
  6. Ravan dahan ke samay ka najara – Jab log putla jalate h or charo tarf aatishbaji hoti h .
  7. Vijyadashmi par shami ka ped – Pattiyo or dhanush or tir ka chhota sa drawing .





CRAFT IDEAS ON DUSEHRA FOR KIDS

  1. Paper ravan putla – Chart paper se das siro wala ravan banana or usme rang bharna.
  2. Chhota dhanush or tir – Icecream stick ,rubber band or straw se tir or dhanush bna skte h.
  3. Ram darbar mask – Ram ,lakshman, sita or hanuman ji ke mask bnakar bachche ramleela khel sakte h .
  4. Ravan fingers puppets – Paper ke chhote chhote sir katkar ,ungliyo me lgane wale puppets .
  5. Diya or toran sajawat – Rangeen kagaj se toran banana or diyo ki mala .
  6. Maa durga ka craft – Kagaj ya thermacol plate se maa durga ka chehra banana .
  7. Ravan ka 3d model – Thermacol cup ya tissue rol se putla banana or sajana .

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Home Navratri Dussehra Wishes Shop
Scroll to Top